हनुमत् शक्तिस्तोत्रम् | Hanumat Shakti Stotram | Meaning |
| बालसूर्यसमप्रभं, भवभीतिहरं प्रभुम्। अञ्जना-गर्भसम्भूतं, वायुपुत्रं नमाम्यहम्॥ | Balasurya-sama-prabham, bhava-bhīti-haram prabhum; Anjana-garbha-sambhutam, Vayu-putram namaamyaham. | Jo bal surya ke samaan tejस्वी hai, jo bhay aur dukh ko mita deta hai. Main Anjana ke garbh se utpann, Vayuputra Hanuman ko pranam karta hoon. |
| महावीरं महोत्साहं, सर्वकर्मफलप्रदम्। विनायकं गुरुं भक्तं, रामदूतं नमाम्यहम्॥ | Mahaveeram mahotshaaham, sarva-karma-phala-pradam; Vinayakam gurum bhaktam, Rama-dootam namaamyaham. | Mahaveer, atyadhik urja aur utsah se bharpoor. Jo har karm ka phal deta hai, guru saman hai, Ram ka bheja hua doot — unhe pranam. |
| सर्वव्याधिहरं देवं, सर्वकर्मविभूषणम्। सर्वदुःखहरं वीरं, हनुमन्तं नमाम्यहम्॥ | Sarva-vyadhi-haram devam, sarva-karma-vibhushanam; Sarva-duḥkha-haram veeram, Hanumantam namaamyaham. | Jo har tarah ki vyadhiya, rog aur pareshani door karta hai. Jo dukhon ko mita deta hai — us veer Hanuman ko pranam. |
| सर्वमंगलकरं देवं, सर्वपापप्रणाशनम्। सर्वकामप्रदातारं, हनुमन्तं नमाम्यहम्॥ | Sarva-mangala-karam devam, sarva-paapa-pranashanam; Sarva-kaama-pradataaram, Hanumantam namaamyaham. | Jo shubh kaaran karta hai, paapon ko nash karta hai. Jo sari manokamnaa poori karta hai — un Hanuman ji ko naman. |
| आञ्जनेयं महाबाहुं, रामस्य प्रियसंकुलम्। दीनबन्धुं महोत्साहं, पवनपुत्रं नमाम्यहम्॥ | Anjaneyam maha-baahum, Raamasya priya-sankulam; Deena-bandhum mahotshaaham, Pavan-putram namaamyaham. | Anjaneya (Hanuman), jinke bahu balwan hain, Jo Shri Ram ke atyant priya hain, Jo dukhiyon ke mitra hain, aur anant utsah se pare-purn hain — Pavan Putra Hanuman ko pranam. |
Small Brief of Hanuman Shakti Stotram
Hanuman Shakti Stotram ek divya stotra hai jo Shri Hanuman ji ke shaurya, shakti aur raksha-shakti ko prarthit karta hai. Iska paath bhakt ke jeevan se badhaye, rog, dukh, bhay, nazar-dosh aur graha-dosh ko door karta hai. Stotram me Hanuman ji ki tejasvi roop, mahaveerta, utsaah, rog-nivaran shakti aur Shri Ram ke prati unki apar bhakti ka varnan hai.
Iska jap karne se vyakti ko mannobal, himmat, urja, suraksha aur manokamna siddhi prapt hoti hai.
हनुमत शक्ति स्तोत्रम् एक शक्ति-वर्धक और प्रभावशाली स्तोत्र है जो भगवान हनुमान को समर्पित है। इसका पाठ करने से भक्तों को साहस, बल, और सभी प्रकार की सिद्धियाँ प्राप्त होती हैं। यह स्तोत्र खास कर भय, रोग, और शत्रु से रक्षा के लिए जापा जाता है।
हनुमान जी की शक्ति से हम न केवल बाहरी संकटों से लड़ते हैं, बल्कि अंदर की कमजोरियों को भी जीतते हैं।
With Lord Hanuman’s power, we not only battle external challenges but also conquer our inner weaknesses.
