हनुमानञ्जनीसूनुर्वायुपुत्रो महाबल: ।रामेष्ट: फाल्गुनसख: पिङ्गाक्षोऽमितविक्रम: ॥
उदधिक्रमणश्चैव सीताशोकविनाशन:। लक्ष्मणप्राणदाता च दशग्रीवस्य दर्पहा ॥
एवं द्वादश नामानि कपीन्द्रस्य महात्मन: । स्वापकाले प्रबोधे च यात्राकाले च य: पठेत् ॥
तस्य सर्वभयं नास्ति रणे च विजयी भवेत्।राजद्वारे गह्वरे च भयं नास्ति कदाचन ॥
Hanumaan Anjani-soonu, Vaayu-putra, mahaabal;Raam-isht, Faalgun ka sakha, pinglaa aankhon wala, amit vikram wala.
Jisne samundar ko paar kiya, jo Sita ji ke shok ko mitaane wala;Jo Lakshman ko praan dene wala, aur Dashgreev (Raavan) ke ghamand ko todne wala hai.
Aise yeh baarah naam, is mahatma Kapeendra (Hanuman ji) ke hain;Jo inhe sone se pehle, uthte samay, aur yatra ke samay padhta hai,
Usse kisi bhi cheez ka dar nahi hota, yudh mein hamesha vijay hoti hai;Raja ke darbaar mein, ya kisi andheri gufa mein bhi, kabhi koi bhay nahi hota.
Please sign in to save products to your wishlist.
Your Order and Tracking details will be shared on this number.
Enter your registered email address and we'll send you a reset link.